😥Bujurg aadami ki Shikayty😥 👇👇👇 Tinka Tinka Jod kar jo ghar banaya tha aajkal ke ladke use Bechne nikale Hain jab tak mai kamata tha tab tak Kitna Achcha tha ab Tumse se ghar bar bhi Nahin chalta hai biwi Ki Khwahish Puri karne Ke Chakkar Mai mera Toota Hua Chashma bhi nahin banta hai lekhak by Rahul_verma ©Rahul Verma shayar #CycleWala