Nojoto: Largest Storytelling Platform

kabhi aayi teri yaad maa toh hum jee bhar ke ro li

kabhi aayi teri yaad maa toh hum jee bhar ke ro liya, 
kabhi jaaghi saari raat toh kabhi din mein hi so liya, 
aansuo se tumhare na hone ka gam mitaa rahi hu 
kya bataau kaise jee rahi hu 
maa teri yaad satati hai, mere pass aa jao ,
thhak gayi hoon iss duniya saabit karte karte, mujhe apni aanchal mein sulaao, 
ek baar phir se bachhpan ki lori sunaao.. #maa 
#love you