Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tooray mohobat wo Kya jaanay. Kar baithay jo humk

Tooray mohobat wo Kya jaanay. 
Kar baithay jo humko baigaanay.
Shakhas-e-khaas hai wo to
Wo to wafoon say hai anjaanay.
Humko waada shikhan  khud ko waada sukhan kehtay hai
Jaanay wo kaisay log hai jo un k dil mai rehtay hai... 
Wafa ki Kuch alag he tasleem krtay hai
wafa ko jafa aur jafa ko wafa kehtay hai... 
Logun say bayaan krta phirta hai wo bewafayi meri
loog b smjnay lgay hai ab to wafa ki bewafayi meri...
                                                  #Aqib Bashir#