#Adhurapan Raate tumhare bina adhuri hai, Ye Baate tumhare bina adhuri hai, Sukoon kho sa gaya hai tumhare na hone se kaise kahe ki, Puri Zindagi tumhare bina adhuri hai. Kash ki tum lout aate, par ab shayad humari pyar ki kahani bhi adhuri hai. #Adhurapan #Dil_ki_Aawaz #Khud_ki_Likhavat