Nojoto: Largest Storytelling Platform

Usko khana khilae bina, khud ek nivala tak naa kha

Usko khana khilae bina, khud ek nivala tak naa khati..
Bhale hi phir uske intezaar mein bukha so jatti

Uski pasandi cheezein dilati use..
Bhale hi phir do waqt ki roti ke liye atirikt samay woh kaam karti

Baarish mein use bighkar bimaar hone nahi deti..
Bhale hi phir woh khud bigh jaati

Uske phone na uthane par, dus baar usse call lagati
Bhale hi phir uski hazaar baatein seh leti

Aur woh kehta ha ki
"Maa" usse pyaar nahi karti #NojotoQuote Maa.