Maa teri mamta ka kya hisab dun, Tu hi bata kaise tera karz ada karun, Na kabhi kuch manga tu ne mujhse, Na maine kabhi tujhe kuch de paaya. Teri baahon mein jo sukoon mila, Woh duniya ke kisi konae mein naah paaya, Jab tak kabil bana, dene layak, Tab tak tu kahin door, ek yaad ban gaya. Tere bina zindagi adhoori si lagti hai, Teri baatein ab bhi har din rulaati hain, Maa, tu ne sab kuch diya, bin maange, Aur main tera karz kabhi na chuka paaya. Maa teri mamta ka kya hisab dun, Tere pyaar ko kaise shabdon mein baaya. kru. ©kavi Abhishek Pathak #Dark #maa