Maine kab kaha k Bete ko aasmaan chadhao ya zameen de do, Ya Main saanp hoon, tum mujhe apna aastin dedo Arrey kam se kam usne tumhe pura to maanga, Baaki lalla tere baant rhe hain, tujhko Karo tukde khud k harek ko do teen dedo... Zindagi bhar raha, zaddozahad ka mausam, Jaate huye to ussey apna chehra haseen dedo... #maabaap