#OpenPoetry na kisi mod par koi danga rahe rahti duniya talak yamuna ganga rhe hum musalmano ko ki rab se ye hai dua hum rahe rahe na rahe ye tirnga rahe hum jiye saan se hum mare saan se na jab tak hai jindgi rahe sammaan se aaj idhar 10 mare aaj udhar 10 mare sarhado par bhi na ab ye panga rahe mai rahu na rahu ye tiranga rahe karte raho tum saheedo ka adar sabhi unke ahsaan ko na bhulana kabhi jab tak duniya rahe chand o suraj rahe tab talak us qile par wo jhanda rahe mai rahu na rahu ye tiranga rhe