Aayi thi tu jab class main pehli baar dekh ke lagrha tha kaun hai yeh yaar kisi ke paas nahi poori class main bas mere saath thi baithi main bhi thi tab akeli to milgayi mujhe bhi ek dost meri Dheere-dheere humaari baat hui aur phir dosti badhi Lambu-tingu ki phir yeh jodi bani mera wo TANDAV or tera wo taali bajaana in choti si hi baaton par humaara un khush hojaana daur ek esa bhi aaya jab hum hogye ekdusre se dur tu kahin aur thi or main kahin aur par itne bhi na dur hue ki du hi hogye shukar hai Bhagwaan tera ki hum aaj bhi saath hain himmat waali ladki hai bahut apne dum par karna jaanti hai dost meri wo LAMBU kehlaati hai❤️...... #Lambudost #Qoutes #Talk