Nahi hai hum sab insaan.... Nahi hai hum sab insaan Are hum to hai hindu aur musalmaan Dekho bhai dekho humaari pragati Ki ab to ho gai hai ati Ki humne to hissa hi kar diya is brahmaand ka Jahaa Suraj devta hua hindu ka aur chaand Mubarak hua musalmaan ka Had to tab hui jab rango ki baari aai Jahaa laal rang hua hindu ka aur Hara rang hua musalmaan ka