Shabdon se khelo to khel lena Baaton mai ab wo baat nahi Bura lage to jhell lena Ab humare wo halaat nahi Kuch kuchli hai kuch kuchal di gayi hai Wo zid hai faryaad nahi Kuch badla hai kuch badal diya gaya hai Wo Jazba hai jazbaat nahi Wo musle jo uth'te uth'te reh gaye Wo bhi kya hi mushle the Kuch faishle jo ekele main liye Tum bhi kya hi badle the #_zid_ Disha