Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khamoshiyon Ki Awaaj # #poem #mypoem #hindi |

 Khamoshiyon Ki Awaaj 
#nojoto #poem #mypoem #hindipoem #shayri #bestshayri
doston yahan is kavita mein raat ke sannate ka matlab hai ek premi, jiski premika usko chhodkar chali gayi hai aur raat hote he us premi ko apni premika yaad aati hai,uski aankhon mein neend ki jagah apni premika ke saath bitaye palon ki yaaden ghumti hain. Kabhi vo un yadon ko yaad krke ro deta hai to kabhi muskura uthta hai. Vo ye dard kisi ko bata nahi pata aur andar he andar rota rahta hai. 
kabhi kabhi usko chand mein apni mehbooba dikhne lagti hai to puri raat vo us chaand ko niharta rahta hai to kabhi kabhi sitaron ko apna dost samajhkar unki mehfil mein ek shayri suna deta hai 
aur kabhi kabhi vo tanhaiyon ke saath gunguna leta hai

deepakudasi3857

Deepak Udasi

New Creator