Pata sabko hota h par ye to roj ki baat h ispar koi thore n rota hai, roj roj kon roye bhala . rota to wo hai jo ek javan ke sath apne ghar ka chirag khota hai... or hamare jaise kuch logo ko mahaj dukh hota h, or adhikansh logo ko dusra bahut sara kaam hota hai ,ab kya kahe yahi ek esa sach h jo haraam hota hai,kise samjhayenge Ek javan desh ke liye kitna mahatwpurn hota h. inhi jawanon ke wajah se hi to sara hindustaan chain se sota h..... roshani #pratik bhalla ke post likhte likhte likha gaya bas ,dil se likhya ya dimag se pata ni,. š„š„š„