Nojoto: Largest Storytelling Platform

zindagi tujhe di gyi hai ishwar ki taraf se tujhe

zindagi tujhe di gyi hai
ishwar ki taraf se tujhe ek tohfa hai
use kosne ki jagah use jeena seekh ja
pairo ke tale zameen toh bahut kheeskangi
us zameen ko pakad ke aage badna seekh ja
sukh aur dukh toh do maayne hai zindagi ke
un maayno ko samjhna seekh ja
tu ek kitaab hai panne 
tujhme bahut hai
bs un panno pe syahi se likhna seekh ja
seekh ke jo toh likhega wo zindagi hogi teri
aur tere baad use padgi aur sikhegi tujhse
aur bolegi ki aaj ka yug jaisa bhu hai theek hai
bs is kitaab ko padh ke duniya badalni seekh jaa #OpenPoetry life is a way