घर का रास्ता Shehar mein apna gaon dhundta hu, Maa ke haathon ka swad dhundta hu, Ghar se door त्योहार mein khushiyan dhundta hu, Akbaar mein gaon ki khabar dhundta hu, Aasmaan mein ghar ke aagan wala chaand dhundta hu, Zindagi ke har Manzar mein shirf apno Ko dhundta hu, ~Shehar mein apna gaon dhundta hu.... @tasveer_lafzon_mein #N~124 // shehar mein apna gaon dhundta hu,..// #goan #ghar #village #shehar #nojotohindi #त्योहार #nojoto #gharkarashta