Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kabhi khushi to kabhi gam de jati h na Jab jab aa

Kabhi khushi to kabhi gam de jati h na 
Jab jab aati h yaad maa ki ankhe nam ho jati h na 
Aur khawab sare jo pure karne chala tha maa ke liye khudd maa se durr
Ab khawabo me  bas maa hi to aati h na 
Ish jindgi ki bhid me sab gum h khawab bhi chain bhi yaad bhi 
Lekin maa to maa h har waqt yaad aati h naa.

©Pappu Kumar
  #MothersDay maa to har waqt yaad aati h na
pappukumar7798

Pappu Kumar

New Creator

#MothersDay maa to har waqt yaad aati h na

87 Views