Hum bhi likh rahe hai ek kitaab apni, Likhni hai jisme tumhari chahat hai kitni, Par pareshaan hai hum ek sawal ko le kar Kitaab me likhe tumhe mohabbat ya jaan apni.