Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aaj teri yaadon ko mitane ki koshish ki hai, Ankhe

Aaj teri yaadon ko mitane ki koshish ki hai,
Ankhein nam hogyi, haath kap-kapaye bhi, 

Lekin zakhmo ke or dekha, 
dil fir bol utha galti mujhse huyi jo ishq kar baitha, 

Nadaan tha, socha nhi mein aitbaar kar baitha, 
Sazish rachi thi, kaffan sajji thi, mein fir bhi hasste hasste chal pada, 

Na jaana tha ye mohabbat ke riwayate, 
Na naapa tha ye gham ke samundar, 
Doob jaunga ek din issi mein, bharosa kar kar uspar, 

Lo aaj mein tanha Hogaya hu, roota roota roz soo jata hu, 
Aas lagye baithta hu, apne gham ke ashiyaane se nikalne ki sochta hu. 

Aur vo jaan kahene wali aaj anjaan bata rahi hai mujhe, 
Ab isse jyada konsi dhuk ki baat dil par guzar rahi hogi,

Khair mene toh usse apna sab kuch maana liya tha, 
Usne mujhe mahez ek safar ka Musafir maana tha, 

Mein sab kuch luta ta gaya,
Aur vo mujhe hi bebass kar gaya. 

Baat yahi khatam nhi hote hai, aur zindagi khatam hone par hai, 
Jazbaat mere yahi khatam nhi hote hai, aur ye sahee(ink) khatam hone par hai. 

Mein dil, dhadakna chod ke ishq karne baitha tha, 
Na jaane aise rog kyun paal baitha tha. #rain #longform #story 
#yaadein #waqt #follow
#caption #read plz read full☺️ Thank you 