Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek nanhi pari ka astitva Darindone noch liya.. Un

Ek nanhi pari ka astitva 
Darindone noch liya..
Un vehshiyon ke ghinoune iradone ne
Ek maa papa se uski beti ko chin liya..
Itni haiwaniyat se usse rounda 
Pure desh ko sharmsar kar diya...
Mandir me lakshmi durga ka roop mankar,
 Ussi aurat ki aabru ko tar-tar kiya....
 Bhagwan! kyun tu us mandir mein basa ?
Jaha tera khud ka nahi basera.....
Tere samne tere hi ansh ka balatkar kiya.... #justiceforasifa #stoprape #ashemed #nojoto #hindi #writer
Ek nanhi pari ka astitva 
Darindone noch liya..
Un vehshiyon ke ghinoune iradone ne
Ek maa papa se uski beti ko chin liya..
Itni haiwaniyat se usse rounda 
Pure desh ko sharmsar kar diya...
Mandir me lakshmi durga ka roop mankar,
 Ussi aurat ki aabru ko tar-tar kiya....
 Bhagwan! kyun tu us mandir mein basa ?
Jaha tera khud ka nahi basera.....
Tere samne tere hi ansh ka balatkar kiya.... #justiceforasifa #stoprape #ashemed #nojoto #hindi #writer