Kahte hai asthaayee logo ke liye waqt na zaya karo Par yeh kaise jane ki unka saath hai hi nahi humse Thokar toh khana hi padta hai agar chalna ho khud se Bharosa toh karna hi padta hai ajanabiyon pe chahe todne wala kitna hi azeez ho ©Kumar Vimal #asthaayee #Waqt #Zaya #saath #thokar #Chalne #Bharosa #Azeez #kumarvimal #fourlinepoetry