Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aaj kyu ayi hain wapas Ab main tujhe nhi pehchant

Aaj kyu ayi hain wapas 
Ab main tujhe nhi pehchanta 
Ab to main hoon ek pagal diwana 

Main to nahi hoon Jise tu chaha tha 
Main to hoon us gali ka ashique awara 
Jise tu kabhi nahi chaha tha 
Kyu aayi hain aaj tu wapas dhudne mujhe us gali main 
Jaha se kabhi gujarne ki tera irada v nhi tha

Laut ja tu 
Nhi milega yaha tujhe woh ahique awara 
Woh to kabka mar chuka
Ab yaha rahta hain ek pagl diwana .
Jise duniya ka dastur kuch na pata 

Galati to mera hain chand chune ki khawaish jo tha
Par tune tune mera aukat dikhaya 
Gali ke awara kabhi sahar khawab nhi dekhta 
Tune Mujhe yeh bata diya 

Fir v maaf kiya tujhe 
Tujhe har ek khusi de manga hain bas yehi rabse 
Khud ko mita diya tanhaiyo main 
Tujhe bhula diya waqt ki parchayion main 

Aaj kyu ayi hain wapas 
Ab main tujhe nhi pehchanta 
Ab to main hoon ek pagal diwana 

Laut ja tu 
Nhi milega yaha tujhe woh ahique awara 
Woh to kabka mar chuka
Ab yaha rahta hain ek pagl diwana .
Jise duniya ka dastur kuch na pata ab main tujhe nhi pehchanta #sadpoem #sadlovepoem #lovehurts #hindipeom #pyaar #dhokha #angry