Mera haal e dil mere siwa Tera haal e dil tere siwa Niyato.n ka tinka ishq ka aashiyana Aur kaun hai yaha aur kisne jana Kaun hamara khabar rakhta hai Kisko ye sab pata hai Haan ye to wo duniya hai jaan e jaan Jaha ek mai ek tum aur ek khuda hai NAZM_BAA-KHABAR #khuda #ishq #ashiyana #nazm #missing #shayari