Nojoto: Largest Storytelling Platform

Hawa hai wo aaya bahalaya aur chala gaya.. lekin w

Hawa hai wo aaya bahalaya aur chala gaya..
lekin wo hawa tufaan jesa tha mere liye!!
Kuch na mila mujhko, sabkuch ujaad gaya mera..
kitne nushkil se joda tha kudko magar iss baar bhi tod gaya mujhko!!
Ehsaas nahi tumko hamare pyaar ka, tumne to baat kiya man bahlane ke liye..
Lekin hamne to jajbaton ko tumpe waar diya!!❤❤

#SpanishLove

Hawa hai wo aaya bahalaya aur chala gaya.. lekin wo hawa tufaan jesa tha mere liye!! Kuch na mila mujhko, sabkuch ujaad gaya mera.. kitne nushkil se joda tha kudko magar iss baar bhi tod gaya mujhko!! Ehsaas nahi tumko hamare pyaar ka, tumne to baat kiya man bahlane ke liye.. Lekin hamne to jajbaton ko tumpe waar diya!!❤❤ #SpanishLove

87 Views