Nojoto: Largest Storytelling Platform

Life line ma-baap ka rista bachcho k liye ek anok

Life line  ma-baap ka rista bachcho k liye ek anokha hi bandhan hai, 
wo hamri achhi parwarish karte hai, or nai zindagi dete hai,or dher saari khushiya b dete hai..
paani b machhli ko jindagi deta hai,
or usme hi uski parwarish hoti hai..
fir dono ka ek ankhoa bandhan ban jaane ke baad ,jab koi baar agar talab sukh jata hai to fir b machhli ant mauke tak use nahi chhodti or ant me wahi apna dam tod deti hai,
pat kabhi wo talab chhod kar nahi jati,
isi tarah hame b chahe kuchh b ho hame hamare ma-baap ke sath hi rehna hai,jab unhone kahi musibato zel kar hamri parwarish ki hai ,zindagi di hai, naam diya hai khushiya di hai, to kya ham ek budhape ka sahara nahi ban sakte..?
arz kiya hai....

Jese machhali paani ke bagair nahi reh sakti ,
is tarah ham apne ma_baap ke bagair nahi reh sakte..
mom-dad is my lifeline. "Mom-dad is my lifeline"

drtabbykhan5284

Salby_writes

New Creator