Ishq-e-marz mein hamari dhadkano karwa, chalta to hai magar aaahista aaahista Intezar main tumhare Vaqt-e-din-o-raat ka, Nikalta to hai magar Aaahista aaahistkaa Hai yakeen sab pe usko Meri baato pe bhi yakeen, Karta to hai magar Aaahista aaahista Uski aankho k nashe mein choor ho k dil mera, sambhalta to hai magar Aaahista aaahista Kafir tu ye maanaman uske orose rishtey se tu, jalta to hai magar Aaahistaa aaahista ©Kafir Patialvi #aahista #aaahista #steps