प्रधानमंत्री की कुर्सी Aab kiske sirr pr hoga ye pm ka taj 👑 Kaun karega ye aankh khol kar sone.. wali janta pr raj 🤔. Soch mai pad gya h ye pm ka takht 💺. Kya ayega iss bari iss desh ka sacha bhakt🙏 Bholi bhali janta ko thagne ke liye.. inhone muh h khola. 🤠 Tabhi to jeet kar bhul gye ki janta ko.. kya tha bola!? 😏 Ye janta ko vada kar ke bhulne ki adaat.. kaisi hai🤔. Vo kehta h na girgeet jaise rang.. badalna ye bilkul waisi hai. 🙌 Akhir mai ye sawal wahi aa kar tham gya. ✋ Kon hoga iss bari jo bolega ki.. Mai PM ban gya 🤔👑😍 kon hoga hmara nya pm👑 #pm #quote #comedy #mames