On the Border Bharat ki ye shaan hai, adbhut, anokhe, vijay, mahan hai, ek maa ka gaurav aur patni ka samman hai behena ka bhai aur pita ki jaan hai ye nidarta se aage badhta mere desh Hindustan ka jawan hai JAIHIND JAI JAWAN