Har pal jindagi ka jeene ke liye bna hai, Aur Uska sabse acha mauka aaj hai , Kal jo hua woh beet gaya , Kal kya hoga koi nhi jaanta , Lekin aaj ka ye pal tumhara hai , Hasna hai ya rona hai , Ye tumhe samjhna hai , Ladna hai ya saath rahna hai , Ye faisla bhi tumhara hai, Lekin jindagi se apni ye vaada karna, Afsoos shabd apni jindagi ki dictionary se , Hamesha ke liye kat kar Dena . #Afsoos