Aaj mann udas h mera Dil akela h na koi pass h apna mera Ji kre khud k liye jilu Par khud ka hi hosla n sath h mera. Na koi apna h bs riston ki moh maya h Jb tutega ya bharam bikhar jayegi ye mala Tb koi khwab bhi nhi hoga meri ankhon m mera apneliyejina #jarurihai