aye zindagi ye kya silsila ho gya humne faryaad kya uthayi mamla ho gya na gawara tha gar muje husn-e-zindagi dena fir ku ibtida-e-wajood kahi maira ho gya maine manga tha konsa aab-e-hayat ya rab k muskarana maira takht-o-taj mangna sa ho gya badshah tha kabi main b apne khayal ka jawaan kya hua khak main mil jaana sa ho gya kehte hain log h dard kya tujko aye "tahleel" lo aj mairi gumkhuari pe b malal sa ho gya #urdu #shayari #gazal #dard