Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mahfooz hai kuch yaaden aaj bhi... Jese koi barson

Mahfooz hai kuch yaaden aaj bhi...
Jese koi barson purani kitaab ho...
Phir gujra koi hawa ka jhonka yun ki ...
Saare panno ko palat gya...
Aur un yaadon ko phir se naya sa kar gya...
Bhari hui aankho ka chhalkana to laazmi hai..
Jese kisi Samandar me ufaan aya ho...
Phir toota ashqo ka baandh aise....
Ki sab kuch paani paani kar gya... #The lazy writer