uski ankhon mein parha tha maine eak eak harf muhabbat ka ki ayena hoti hai ankhen sab raz uski ankhon mein padha tha maine eak shor barpa tha uski tareeqiyon mein sab shor uska uski ankhon mein parha tha maine muskurate labon pe chihpi udasi sab udasi ke harf uski ankon mein parha tha maine ankhon se bahte chasmon pe gard zamane ki thi sab gard saf kar uski ankhon ke bahte shaffaq chashmon mein uski pakeezgi uski muhabbat ke eak eak harf ko uski ankho mein parha tha maine ©Saleha ashfaq uski ankhon mein parha tha maine