Nojoto: Largest Storytelling Platform

जिंदगी से मेरा लघु संवाद❣️ aksar shikayte hi to ho

जिंदगी से मेरा लघु संवाद❣️
aksar shikayte hi to hoti h hme hr chiz se ye hmare sath ku ho gya hmare sath hmesha esa ku hota h...mera koi kaam shi ku nhi ho jata or njane kitne kitne koste h ki Bhgwan hme bnaya hi ku...baat zidgi k chhoti badi uljhno ki ho yaa parivarik smsyao ki, pdhai ki ho ya career ki, pyar na milne ki ho ya pyar me dhokha khane, dosto se manmutav ho ya rishto k apas me uljhne ki, ya smsyao se jhujhne ki, swaasthy se preshan ho ya smapati ka vivad ho chahe jitni b jivan me hum sab ke preshaniya ho hum sab un preshaniyo ko yaad krte h un baato ko nhi jo hmare pas achhi h shi h hm akasr koste h mere aas pas k log ese h vese h pr jo achhe h kya hm unki kadar smjhte h?... baki bar hmko pta bhi hota h ki is smsya ka rona nhi royenge ya dukh nhi mnayenge to bhi koi kmi nhi h jivan achha chlega pr insan ka vyvhar hi esa h akasar jo chize insan apne liye nhi unko sochte h shi krte h preshan hote h or jo khushiya h jivan ki unko nazar andaj krte h akasr log suicide jesa soch zidgi ko khtm krte h pr ye bhul jate h mrne k 100 trike h pr jnm ka ek hi mata kya kuch b preshaniya itni bdi h ki un mata k jnm diye jane pr hm swal kre suicide jesa soch? nhi ye meri or pdhne vale ki nhi lgbhg sbki hi smsya h tbhi to newspaper me roz 2\3 news suicide ki hoti h...
#zindagi 
#poetryunplugged 
#15april 7:18
#poetrymonth
priyagour7765

Priya Gour

Gold Star
Super Creator
streak icon6

जिंदगी से मेरा लघु संवाद❣️ aksar shikayte hi to hoti h hme hr chiz se ye hmare sath ku ho gya hmare sath hmesha esa ku hota h...mera koi kaam shi ku nhi ho jata or njane kitne kitne koste h ki Bhgwan hme bnaya hi ku...baat zidgi k chhoti badi uljhno ki ho yaa parivarik smsyao ki, pdhai ki ho ya career ki, pyar na milne ki ho ya pyar me dhokha khane, dosto se manmutav ho ya rishto k apas me uljhne ki, ya smsyao se jhujhne ki, swaasthy se preshan ho ya smapati ka vivad ho chahe jitni b jivan me hum sab ke preshaniya ho hum sab un preshaniyo ko yaad krte h un baato ko nhi jo hmare pas achhi h shi h hm akasr koste h mere aas pas k log ese h vese h pr jo achhe h kya hm unki kadar smjhte h?... baki bar hmko pta bhi hota h ki is smsya ka rona nhi royenge ya dukh nhi mnayenge to bhi koi kmi nhi h jivan achha chlega pr insan ka vyvhar hi esa h akasar jo chize insan apne liye nhi unko sochte h shi krte h preshan hote h or jo khushiya h jivan ki unko nazar andaj krte h akasr log suicide jesa soch zidgi ko khtm krte h pr ye bhul jate h mrne k 100 trike h pr jnm ka ek hi mata kya kuch b preshaniya itni bdi h ki un mata k jnm diye jane pr hm swal kre suicide jesa soch? nhi ye meri or pdhne vale ki nhi lgbhg sbki hi smsya h tbhi to newspaper me roz 2\3 news suicide ki hoti h... #Zindagi #poetryunplugged #15april 7:18 #poetrymonth #कविता

3,513 Views