Maine abhi bhi tujhe apna bnaye rakha hai Is dil mai abhi bhi ek hissa tere pyaar ke liye chhupaye rakha hai Dur ho gai hai tu isliye bekar hai sayad Varna sheher mai khabar hai sabko ki bas intjar hai tere aane ka Kyuki yha maine tere liye sma bnaye rakha hai