Ek jadu sa lagta tha taron ka u tutna, aasman me jadu sa dikhta tha taron ka u achanak chup jana. maine suna tha dua puri ho jati h , jo mango wahi mil jati h dil ko mere u yaki ho chala tha , aankhe bhi har waqt bas us pal ka intjar karta tha aasman ko ek tak nihar taron ko dekhta tha..... ©juhi gupta #maiaurmerikhwaish #taronkatutna #Star