pta ham sab bahr jake kya miss krte hai maa ke hath ki chai chai hi kya sb kuch hi jese.......... bahr clss lete hai to only class hi vha hame koi ye nhi puchta beta khana khaya kya pr ghr pe jab bhi padhaai krte hai to maa 😂😂 padhaai kam or padhaai ke sath me chai to kabhi moongfli kabhi kuch to kabhi kuch chai to ham sb khi na khi pi lete magr maa ke hath jesi khi nhi...... ©piki #WinterEve #maa_ka_pyar #maa #Nojotoshayeri✍️M #maa😘 #Maa_ki_Mamta #motherlove #motherdaughterlove #mymother #nojohindi