Nojoto: Largest Storytelling Platform

Nadan Hai e banda tu or hain dil bhi tera khoob

Nadan Hai e banda tu 
or hain dil  bhi tera khoob hi ye nadan 
tune nahi dekhi wo garibi 
na dekha tune ujadta kisi gareeb ka jahaan

krta h tu sharm use apna kehne pr h qki wo gareeb
mt bhool tu khud hain hissa uss duniya ka 
jaha tu sirf h ek mamuli sa mitti ka khilouna 
or khelta tujhse wo oopar h jo rehta

teri samajh k bahar hain kaynat e zindgi
nhi dekhi qki tune kbhi kaisi h ye gareebi 
shukr kr khuda samaan maa baap ka apne 
jink kaaran bunn rha h tu sundar sapne
lekin na samjh kalank mt bna mazak uss insan ka 
jo chahta h bharna pet bina kisi sankat k apne pariwar ka
chahe ho kaam chota ya krta ho wo mazdoori kahi
yd rakkh samay se shreshth yaha koi nahi
itihas utha or dekh milenge waha boht se shaqs
kiya apne kaam ko chote se bda unhe h aj ispr garv

na dekh apni nazro se hi duniya ko 
koshish kr kbhi dekh iss duniya ko nazar se unki
kon chaahta hain mar mar kr jeena 
hain majboor kuki kuch to hain use bhi krna 
na hai wo kayar na hai chor 
na hai bojh kisi pr na hi hain kamchor
mehnat se kamate hai mehnat ka khate hai
nhi gye school na ki padayi
dekha hain maine krte kismat ko bohto ki bhalayi

baap k ehsano se pal rha h shareer tera still
mt kr bkwaas nhi h kshamta kamane ki tujhme untill ना बना मज़ाक गरीब का तू हे शक्स

lawsacerdos9579

Lawsacerdos

New Creator

ना बना मज़ाक गरीब का तू हे शक्स