Nojoto: Largest Storytelling Platform

Letter -(Dear Reena) Dear Reena mai tumse mil to

Letter -(Dear Reena) 

Dear Reena mai tumse mil to nhi paugi wapas, 
Bas ek jariya mil gya hai meri baate tum tak pahuchane ka.... 

Tum jitni bholi or masum ho, 
Usse kai jayda himmati or sahasi bhi.
 
Mai tumhe us dhor par mili thi jab tum khud ko kamjor samajh ke galat kadam uthane ja rhi thi. 

Yeh zindagi to abhi shuru hui hai, 
Shagharsh karna bhi to abhi shuru hi hua hai, 
Kuch tarif ya kuch burai sun jane se tum puri ya aadhi nahi ho jaogi |

Tum to wo titli ho, 
Jaha tumhe rang bitor kar or bhi ragin hona hai.. 
Or ha chamkte huy pathar ko moti nahi samjhana hai |

Tumhe yeh zabardasti ke banaye gye birthday...... 
Bhadti umar ke sath anek muskaan dilayege |

Yeh jo maa-papa tumhare daat lagate hai na.... 
Jabardasti ki pach roti khilate hai na
Nirash hokar khati to hona
Par bad mai tumhe yehi khushi ke aasu rulayege..|

Maa-papa ke rehte tumhe kisi bhi chiz ki kami rhegi nahi, 
Or naa hi koi tumhara hunar churayega |
Kisi bhi baat ko , soch kar emotional hoke rone wali reena ek naam to banayegi naaa..... |

Tum kahi anjaan ho apni khushnasibi se, 
Jab tum apne samne chahnewalo ko paati ho.... 
Warna...... 
Kha jayegi yeh raate or rone ke liye kam bhi padega kal |

Yeh umar rukti nahi or yehi bhadti umar ke sath tumhe pyaar bhi hoga, 
Or yeh pyaar bhi ek baar hoga... 
Kasame, vaade sab khai hogi 
Par shagharsh si bhari bheed mai bhi
Tum naa chah kar bhi khud ko akela paogi.. |

Naa jaane qq tum
Naa chah kar bhi khud ko giraogi..? 
Iss bhare huy daldal mai 
Sab to gir gaye hai 
Kya ab tum bhi gir jaogi? 
Yaa Meri Reena ek moti jaise nikhar jaogi....... Dear Reena
                        -Reena Yadav(writer) #alone #reenayadav #lettertomyself#love#like#comment#share#belove#poetry#nojoto

reenayadav4594

Reena Yadav

New Creator