Nojoto: Largest Storytelling Platform

Hamrah kah dunga yaar kah dunga par jaan nhi banau

Hamrah kah dunga yaar kah dunga par jaan nhi banaunga..
Sab kuchh chhod chal padu,ab kisi awaz ko azaan nhi banauga..
Kahi phir se na dhundne lag jau tera harf mai chand pe..
Sab kuchh banauga apne kamre me par roshandan nhi banauga...

©arshan khan #Roshandaan