Hamara u Likhna Tumhara u Padhna... Uffffff Kitna Padha likha ishq hai.... Hamara u dekhna tumhara u nazre churana... Uffff Kitna tanha ishq hai.... Batein na hone per bachain hona... intezar her waqt u karna.... Dil ki baton ko dil tk rakhna... alfazo ko nazro se byaan u karna.... Ufffff Kitna bebas ishq hai.... pyar ka ek therav dekha hai... Hm mein ek badlav dekha hai... tumhari sangat ka hi jaadu hai... ye ishq ko itna karib hmne dekha hai.... hamara u haq jatana tumhara u her baat maan jana... Ufff... kitna hm dono mein ishq hai.. IMRAN SHAIKH #Uffff ye muhabbat