Nojoto: Largest Storytelling Platform

Agar rulaya hai tujhe mene Hasaya bhi to hai, Tujh

Agar rulaya hai tujhe mene
Hasaya bhi to hai,
Tujhko naraaz kia hai 
To manaya bhi to hai,
mein dhanak(rainbow 🌈) kehta hu tujhko 
To ye herat kesi,
Tune har roz naya rang dikhaaya bhi to hai,
Tu gila karta hai,
ki mein jaan luta ta nahi hu,
lakin aye shaks !
Abhi tak tu paraya(without marriage) bhi to hai,
kiyu karu koi shikayat ki bigada mujko,
uska ye haq hai !muje usne,
 banaya bhi to hai ,
koi afsoos nahi ab ,ki gawaya kiya hai
sab agar kho bhi gya hai,
tujhe paya bhi to hai,

©Mohd Arsh malik Sheeraz khan

#rays
Agar rulaya hai tujhe mene
Hasaya bhi to hai,
Tujhko naraaz kia hai 
To manaya bhi to hai,
mein dhanak(rainbow 🌈) kehta hu tujhko 
To ye herat kesi,
Tune har roz naya rang dikhaaya bhi to hai,
Tu gila karta hai,
ki mein jaan luta ta nahi hu,
lakin aye shaks !
Abhi tak tu paraya(without marriage) bhi to hai,
kiyu karu koi shikayat ki bigada mujko,
uska ye haq hai !muje usne,
 banaya bhi to hai ,
koi afsoos nahi ab ,ki gawaya kiya hai
sab agar kho bhi gya hai,
tujhe paya bhi to hai,

©Mohd Arsh malik Sheeraz khan

#rays