Nojoto: Largest Storytelling Platform

ki wafa o ki raho mein chlte chlte mil jaye to muh

ki wafa o ki raho mein chlte chlte mil jaye to muh na mod dena 
tha kabhi wo sapna adhura pr usey na tod dena
mere liye to tu aaj bhi in hawao mein mojud hai 
a mere khuda sun le meri arz tu kahi hawa o ka rukh na mod dena

ronakpandya2602

Ronak Pandya

New Creator