Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tu es zamane ki baat na kar ye zamana naya hai

Tu es zamane ki baat na kar 
ye zamana naya hai 

ye zindagi ka padaw hai jha sab khade hai 
jo ki itna aasan nahi hai kehna 

you to har din khushi hai 
hr din nayi ehmiyat 

ek din usko or ek din tumko 
jo chahiye vo mil jayga 

zindagi itni badi nahi ki savar jaay 
par savarna to khud ko pdega 

yeh baat kehne ki nahi hoti 
par jo hai us bhagwaan ka diya hua hai 

hum to bas ek shan hai 
jo pal bhar baad chle jaynge

©Ajita Bansal
  #KhoyaMan khoya hua
ajitabansal0667

Ajita Bansal

Bronze Star
New Creator
streak icon2

#KhoyaMan khoya hua #Poetry

597 Views