Nojoto: Largest Storytelling Platform

Muhabat ka asar hoga Ghalatfehmi mai mat rehna wo

Muhabat ka asar hoga Ghalatfehmi mai mat rehna 
wo Badle ga chalan apna Ghalatfehmi mai mat rehna
Tasali bhi use dena yeh mumkin ha mai loat aau
Magar yeh bhi kehna Ghalatfehmi mai mat rehna
Tumhara tha Tumhara hn tmhara hi rahun ga mai
Mere baare mai is darja Ghalatfehmi mai mat rehna
Muhabat ka bhram toota hai ab chup chup k rote ho
Tumhe maine kaha tha na Ghalat fehmi mai mat rehna
Bacha le ga tujhe sehra ki tapti dhoop se Taimoor
Kisi ki yaad ka saya Ghalat fehmi mai mat rehna #TaimoorHassanTaimoor

darkensoul3022

darken soul

New Creator