har masle me behtar thi wo mujhse bs muhabbat me hi chook gyi mai krta rha intezar uska wo do pal me hi bhool gyi kh kr majnu usne mujhko duniya me badnam kiya har gyi wo phle kadam pe zaya apna naam kiya ghalat nhi wo mai smjh rha uski bhi tkleef pr khwabon ko kuchalna kya yhi h uski zindagi ki seekh khair jo bhi h meri zindagi zaya nhi h abhi to shuruat h asli imtehan to abhi aya hi nhi h 🖋️🖋️🖋️🖋️