Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zindagi ek peheli hai; Kuch uljhi, kuch suljhi, Z

Zindagi ek peheli hai; Kuch uljhi, kuch suljhi, 
Zindagi bhi kabhi kabar sochti hogi ki mai iss duniya me kyu aati hu, 
Koi mujhse khush rehta hai toh koi mujhse naraz hai, 
Koi mujhe jaanane ki koshish karta hai toh koi aur mujhse muh pher leta hai, 
Kisi ke liye mai acchi hu toh kisi aur k liye mai buri, 
Koi mujhe paana chahta hai toh koi mujhe gawaana chahta hai, 
Kabhi kabar ye jaanana mushkil hota hai ki zindagi buri hai ya insaan.  Zindagi ek peheli hai; Kuch uljhi, kuch suljhi, 

Kabhi kabar ye jaanana mushkil hota hai ki zindagi buri hai ya insaan. 
#zindagi #life #insaan #human #yqbaba #yqdidi #yourquote