Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek aurat ka hath mard k piche ho to mard aasmano k

Ek aurat ka hath mard k piche ho to mard aasmano ki bulandia chu leta he to sochne wali baat h ki wo aurat khud apne aapko kitna kaabil bana sakti he 
In dono bato me fark sirf itna h ki mard ko har baat ki aazadi h or aurat to peda hi marne k liye hoti h mard ko kabhi nhi sunna padta ki tujhe to peda hote hi maar dena chahiye tha par ladki ko kabhi na kabhi to is baat ka ehsaas karwa diya jata he duniya chahe kitni hi bulandiyo pe pahuch jae soch me tabdili nhi aati #bediya #rukawate