Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aaj ek jamana yaad aaya h... jb papa phn ghari jay

Aaj ek jamana yaad aaya h...
jb papa phn ghari jaya krte the...
ek din usi ghari ko kisi ne chura liya ...
papa ne fir kvi ghari liya hi ni..
ya kaho le ni paye.....
mere mn ek aas thi...
unhe bobara ghari phnao aisi lgi aas thi...
pr waqt ko Kuch or tha manjur ..
sayd likha tha mera rhna uhi majbur...
maine paise jb jma kiye mano waqt mujh se ruth gya...
ghari jb tk leti unhe phnane ka spna mano tut gya...
aaj un yaado k suiya ghri k kato jaisi chuv rhi...
wo waqt whi tham gya...
meri duniya whi simat gai...
suni hath thi unki ,,,suni hi rh gai..
mere papa or unke liye lene ki ghari ki kahani ...
hmesa k liye ansuni rh gai....

          Puja Chauhan

©Pooja Chauhan ghari...