Tumhare aane ki khushi is kdr thi k Jane ka ghm yaad na rha Tumhe chaha tumhe paya phir bhul jane ka gham yaad na rha Khushiyun ka sama isqadr chaya k ghame badal ka khayal na raha Tareef e yaar me isqadr khoya k waqt e akhir kuch yaad na rha "Shafiq" tuje kya hua tu khoya ha iss gaflat me aae nadan tuje wqt e naza be kuch yad na raha #shafiq_chouhan gazal