behta dariya roka jaaye to khtra ban jata hai aankho k dariya ko rok k Kafir kharta mol na le kehna sunna ek tarf hai swal saare ek tarf bematlab hain saari batien jab tak k vo bol na le kisi se rishta tab tak rakho jab tak uski marzi hai bematlab na lipto jab tak k vo bahein khol na le ©Kafir Patialvi #kafirpatialvi #kafir #Sea